Naik woo hay jiss ko...

mauqa nahi milla :sadiyah:

main nahi kehta
Shezad Roy kehta hay :blush:

Isn’t saying something like that kullun haram :hmmm:

Re: Naik woo hay jiss ko…

dun hv any idea abt that but shehzad looks awesum in that video na :chai:

Re: Naik woo hay jiss ko…

deep very deeeeeeeeeeeeeeeeeeep… :hmmm:

Re: Naik woo hay jiss ko…

Laga reh tu laga reh laga reh :sadiyah:

Re: Naik woo hay jiss ko...

JB wo kya farmaya hay Ghalib Chacha nay...

*Saaree raat bitha kay mehboob ko pehloo maiN
Jo kuch nahi kartey, wo kamal kartey haiN
*

Re: Naik woo hay jiss ko…

haai ALLAH kamal bahi aisai hain:eek:

Re: Naik woo hay jiss ko…

Moqa parast aysa hi kehty hain, usool prasat logon ky bary main:chai:

Re: Naik woo hay jiss ko...

I love tha song of his...sooo funny:D

LOL. Ghalib nay shayad un par nazar daalney kay baad kaha ho yay?

Wah kya baat ki hay GN! :k:

Shukriya DW:bb:

Re: Naik woo hay jiss ko...

haaN khuch barfi wagera bhi saath bhejna phooluN kay, :D

:hmmm: Lagta hy ziada hi free hony ka moqa dy diya, ju baat phoolon se berfi tak puhanch gai;)

Re: Naik woo hay jiss ko…

Naik woh hai jou Pani ko MUM MUM kaita hai:@:

ok i know its a bongi:cryb:

Acha chalo Burfi na sahi, Ghulab jamun Bhijwa do, wo theek hay? :stuck_out_tongue:

Re: Naik woo hay jiss ko...

HAIIII KYA WAQT AA GEA HAI:@:

Re: Naik woo hay jiss ko...

Naik wo hay jis nay do shadian ki hain :S

Re: Naik woo hay jiss ko...

^ Chaar shadiyooN wala tu phirr MAHAAN ho ga :@:

Re: Naik woo hay jiss ko...

Char shadion walay ko Aalam-e-barzakh main rakha jaiga, na jannat main na jahannum main us k liay koi jagah, uss nay dunnia main hi dono ka mazah chakh lia aur us ki 4 biwion ko jannat main rakha jaiga after sepnding a quality jahanami time with that poor husband ...