Nahii daika

Kissii Geet ka Aaksh nahii phena - Kisi Lams ka khawaB nahii daika
yea Mosaam yunHi beeT gaya - koi Taza GulaB nahii daika

Is whayshat-e-Dil pe Naza’haiN , Ek Umar Guzar gaee SehRaa mein
Mehfooz rahay farzaNoo Se, ShehrooN ka AzaB nahii daika

Hum Qariya Qariya SargirdaaN , terii Kojh teri ChahaT mein rahay
terii Misal tu khair kahaN milTii - Apna bii jawaB nahii daika

Re: Nahii daika

:lajawab:

Re: Nahii daika

:lajawab::lajawab:

Re: Nahii daika

:lajawab::lajawab::lajawab:

Re: Nahii daika

ye konsi sequence follow ho rahi hai?