Kisi maqam par behi waqat par nahi thay
Kaheen subaha tu kahin sham ko nahi thay
Ya faslay hain asy jinhain katana hai tanha
Ya jantay howay behi ka maray sath tum nahi thay
Tujahay dekhnay ke hasrat mary dil ke arzoo hai
Maray paas is say pahlay asy khawab behi nahi they
Ak main he nahi tanha jo khoya hoon jahan main
Ya ishq kay musafar kahan kahan nahi they
Maray lafz kho gaya hain mari sooch hai parashan
Hum is say pehlay itnay na shad behi nahi they
by: Dilsay