~!Nahi paya...

Logon ko mohabbat dhika ke
Apne ap dhek nahi paya

Duniya se pyaar ker ke,
Apno ko haasil na ker paya

Akhri waqt tuk iqraar nahi kiya maine
Uss se pyaar ka, izhaar nahi kiya maine

Rukhsat hui jub woh…
To Apne ansu’on ka sehlaab na ruk paya