milna hay to a jeet le maydan main hum ko
hum apnay kabilay say bagawat nahi kartay
milna hay to a jeet le maydan main hum ko
hum apnay kabilay say bagawat nahi kartay
Re: nahi kartay..
Jeet ka maidan means suyammar?
Re: nahi kartay..
suyammar kya hota haen?
Re: nahi kartay..
Wahi jo Rakhi sawant aur Veena ne kia tha. Shohar dhoondne ke liye mela lagana.
Re: nahi kartay..
buhat khoub