**Zindagi K Safar Mein Koi Rasta Nahi Deta
Zameen Waqaf Nahi Banti, Falaq Saya Nahi Deta
Khushi Aur Dukh K Mausam Sab K Apnay Hotay Hain
Kisi Ko Apnay Hissay Ka Koi Lamha Nahi Deta
Uthana Khud He Parhta Hai Thaka Hua Badan Apna
K Jab Tak Saans Chalti Hai Koi Kandha Nahi Deta..!!!**