*Zinda Hoon Is Tarah K Gham-e-Zindagi Nahee’n
Jalta Howa Diya Hoo’n Magar Roshanee Nahee’n *
*Wo Muddatai’n Hovee Hai’n Kisi Say Judaa Howay
Laykin Yay Dil Ki Aag Abhi Tak bujhee Nahee’n *
*Aanay Ko Aa Chuka Tha Kinaraa Bhi saamnay
Khud Uskay Paas Mayree Hee Nayyaa ga’ee Nahee’n
* Honttoo’n K Paas Aa’ey Hansi , Kiyaa Majaal Hay
Dil Ka Muamlaa Hay Koi Dillagee nahee’n !!
*Yay Chaand Yay Havaa Yay Fizaa, Sab Hay Maand Maand
Jo Tou Nahee’n Tou In Main Koi Dil-Kashee Nahee’n *
*Zinda Hoon Is Tarah K Gham-e-Zindagi Nahee'n
Jalta Howa Diya Hoo'n Magar Roshanee Nahee'n *
*Wo Muddatai'n Hovee Hai'n Kisi Say Judaa Howay
Laykin Yay Dil Ki Aag Abhi Tak bujhee Nahee'n *
Aanay Ko Aa Chuka Tha Kinaraa Bhi saamnay
Khud Uskay Paas Mayree Hee Nayyaa ga'ee Nahee'n
*
*Honttoo'n K Paas Aa'ey Hansi , Kiyaa Majaal Hay
Dil Ka Muamlaa Hay Koi Dillagee nahee'n !!
*Yay Chaand Yay Havaa Yay Fizaa, Sab Hay Maand Maand
Jo Tou Nahee'n Tou In Main Koi Dil-Kashee Nahee'n *