naheeeennnnnn!

mujhe saahdi ki video nahin dekhni. mujhe shaadi main jaana hai. mujhe pakistan jaana hai aur phir har roz facial karwana hai aur phir balon ko streak karwana hai yeh wala color. aur ammi bhi kuch nahin kahin gi. kyon kay meri khala wahan hon gi and so will my cousins…:crying:

Re: naheeeennnnnn!

:crying: :teary3: :hug: :hug: :hug: :kiss:

Re: naheeeennnnnn!

oho ajao ajao belcom to pak :slight_smile: ammi ko mut lao :snooty:

Re: naheeeennnnnn!

kiya hoya kinzoo :smack2: mai to chheeekhh sun ker der he gaya,
aur dekho tum nay ninja ko bhi rula diya,:hehe::k:

Re: naheeeennnnnn!

:hula: **Ooooooooooo.. lay kay PAYLA PAYLA pyar.. .. Bun Ankhon main KHUMAR Jadoo Nagrii saay aayaa aaaay koi JADDO GAR… ** :hula:

lay kay payla payla pyaaaaaar :crying:
background music
*taiiinnn tainnn… taain.. taiann. taiin.. tain.. tain tain tin * :nuch:

Re: naheeeennnnnn!

khumar hmmmmm fekar nahi karo beta jaldi he theek ho jaoo ge , doctor nay bola hai kay deemagh par ghaari chot lagnay ke wajha say zahnee-tawazon thora upset ho geyah hai magar fekar nahi karo jald he theek ho jaoo ge :)

Re: naheeeennnnnn!

Khumaaaaaaaaaaaaaaaaaaaar, Im goingggggggggggggggggg juneeeeeeeeeeeeee 30thhhhhhhhhhhhhh Muahahahahah :D:D

Don;t worry you can come too...I took out the big yellow suitcase.

Re: naheeeennnnnn!

^^ ULLU! u are!!! kyon kyon kyon kyon kyon kyon! kyon mujhe chira rahay ho! nahin tum nahin jaar ahay jab tak main nahin jaa rahi. bas mainay keh diya hai. aur agar tum jaanay ki koshish karo gay to main tumhain chains say bandh doon gi aur agar phir bhi jaanay ko koshis ki to main plane walon ko keh doon gi keh na this guy is wanted in 49 states and 4 countries! tum ab jaa kar to dikhao! aur agar tum wahan pohnch bhi gaye na, tum na, tum na...melt ho jao gay kyon kay tumhain ITNA paseena aye ga!

images/smilies/dixsi.gif

Re: naheeeennnnnn!

janwar unkil na tang karain na. pehlay hi itna mujhe ho raha hai keh main nahin gayi, upar say muhje brain damaged keh diya hai :bailan:

Re: naheeeennnnnn!

shobby, tumhain rona kyon aa raha hai? rona to mujhe hai, mainay 2 aur shaadiyan miss kardiiin!!! :crying:
btw thankoo for the gaana :blush: remix wala tha?

D^M: maain aa jaoon? sachi muchi! aur haan is dafa ammi saath nahin ayin gi kyon kay phir ammi kay saath maza nahin aata. nahinnnnnnn wait. agar ammi hongi na, to na woh na khalaon kay saath hongi, aur na phir batain shaatain karain gi, aur main beech main ghus kar sunoon gi!:devil:

RD: yeh ninja kaun? hain? aur main is liyay shor macha rahi thi keh na meray 2 adad cousins’ ki shaadi abhi peechlay do maheeno main guzri hai, aur na mainay phir miss kar di!!!:crying: aur na ab movie aur pic dekh dekh kar chira rahi hain! par mujhe kya. main jaa rahi hoon kal formal main. tiyaar shiyaar ho kar. aur haaaaaaannn kal to meray cousins bhi aa rahay hain! yaay! :rotato:

Re: naheeeennnnnn!

yar mujhay tumhari wajah say rona a raha thaa na… mere bhi cousin ke shadi hai pakistan main :crying:

jee wo app kay liye thaa remix version :blush: :hug:

Re: naheeeennnnnn!

or haan ninja main hon :blush: :wink:

Re: naheeeennnnnn!

Did I tell you Im coming to York in Sept? :halo:

inshallah :smooth: