Naheee likna. Mujay kuch aab

Naheee likna. Mujay kuch aab

Mujay kuch be nahe likna

Mayray ashaar mein tujko

Wooh matlaab he nahi milta

Jis’ay bay’yaan kaarnay ko

Afsanay yea bunta hoon

Tayre batoon ko mein kissi

Sadaf kay naam kartah hoon

Sadaf say chunkay phir Mooti

AShaar ke Mala banata hoon

Tujay jab dil ke mayre baat

Samj hee nahe athee !

Or jo dil mein hai tayray

Zaban pay tu naahe la’tee

Bahla phir kyon likoon mein

Mujay tujsay mohbaat hai

Mujay tere zaroorat hai

Naheee likna. Mujay kuch aab

Mujay kuch be nahe likna

(ALiyish)

Re: Naheee likna. Mujay kuch aab

hehe waqi mein nahee likna chahee hay:) appna kaha hum app samjaain yea khuda samjay !

Re: Naheee likna. Mujay kuch aab

bhai.. .jawaab iss liye naheeN diyaa thaa kay phir aap ko kuch likhnaa paR jaataa :-P

Re: Naheee likna. Mujay kuch aab

btw kiss say bhaag rahay hain jo pm ka option disable kardia hai ! banda gupshup bee nahee laga.sakta !

Re: Naheee likna. Mujay kuch aab

Lately, I’d started receiving bunch of warnings from the respected “owners” of couple of forums… apparently, I was too critical and too open mouth for their liking in “their” forums… and then, people managing such beautiful people chose not to respond to my queries regarding these warnings… So, I decided to block their “love” messages… I do not wish to pay attention to such bigots anymore…

anyway, you can always talk to me in Time Pass thread in Intikhab…

See you tomorrow :wave:

Re: Naheee likna. Mujay kuch aab

So Pm back on:) Modz ko challenge dia hai kia ! kay daikna hai zooar kitna bazoo.ay dushman mein hai !

Re: Naheee likna. Mujay kuch aab

na na kartay likh bhi diya :p

wasy acha likha hai :)

Re: Naheee likna. Mujay kuch aab

pooray 19 satrooN ki nazam likh ker kehtay hain ..MUJHAY KUCH BHI NAHI LIKHNA smack

good one by the way .. waysay yeh gusa nikalnay kabara hee ba adab tareeqa hay

InshAllah woh app ki bat zaroor samjh lay ga bus us ko is community ka url day dain ; )
: D

Re: Naheee likna. Mujay kuch aab

Nice :)

Re: Naheee likna. Mujay kuch aab

Na na kartey bhi itna kuch likh diya thanks for sharing:-)

Re: Naheee likna. Mujay kuch aab

hummm theek hay