Nagah-e-mard-e-Momin sai badal jatee hain taqdeeren

Kareena ho, Karishma ho, Aish ho k Madhori
Na shak ker daikh ker batway main mairey in ke taswereen
main iss neyat sai in ko daikhta hoon ghaur sai begum
Nagah-e-mard-e-Momin sai badal jatee hain taqdeeren

:chai:

Re: Nagah-e-mard-e-Momin sai badal jatee hain taqdeeren

wah wah :cb:

Re: Nagah-e-mard-e-Momin sai badal jatee hain taqdeeren

hazaro actress aisi k her actress pe dam nikley :omg: