Nadan shagird

Aik hakeem sahab apnay new shagird kay sath aik mareez kay ghar gay-a.
Mareez kay pait main darad tha.
Hakeem sahab nay kaha kay tum nay chanay kha-a thay is ley-a pait main darad ho ga-ya. Mareez nay kaha haan jee. hakeem sahab nay usko khah Yeh chooran kha-o sahi ho ja-o gay.
Ghar say bahar aa kar shagird nay poocha hakeem sahab aap ko kay-say pata chala kah is nay chanay kha-a thay.
Hakeem sahab nay kaha kah us mareez key char poi kay pass chanay kay chilkay paray thay is say main nay andaza laga ya. Shagird bohat impress hoa.
Dosray mareez kay ghar pohachnay say pahlay shagird nay kaha kay us mareez key tashkhees/diagnosis main karoon ga agar aap ijazat dain.
Hakeem sahab nay ijazat day dee.
Is mareez kay pait main bhee darad tha, Shagird nay mareez say kaha tum nay jotay kha-a hain . Mareez nay pocha woh kaisay, shagird bola:
Tumhari chrapai kay pass jotay rakhay hain is ley-a

Re: Nadan shagird

:omg:

Re: Nadan shagird

:cb: