Nadaan

**Hazaron aib hain mujh mein, mujhe maloom b hai ye

Magar ik shaks hai Nadan, mujhe anmool kehta hai **

Re: Nadaan

WAFA KARENGY NIBAHAEN GY BAAT MANY GY
TUMHE BHI YAD HY YI KALAM KIAKA THA :snooty:

:cadet:

http://www.paklinks.com/gs/intikhaab/590989-wo-muje-jaan-se-pyara.html

Re: Nadaan

Wo Shakhs Mujhe jaan se Pyara Hai Usy Kehna,
Wohi Jeene Ka Sahara Hai Usy Kehna,
Log Pyare Hain Bohat Se Mujh ko,
Wo Sab Se Pyara Hai Usy Kehna,
Muhabatein, Shikayatein, Adawatein UsKi,
Mujhe Sab Gawara Hain Usy Kehna,
Chahne Wale Aur B Hain Lekin,
Ye DIL sirf Tumhara Hai Usy Kehna.

Re: Nadaan

nadani ki inteha hai.

where are you rana ji.. long time, no see?

Re: Nadaan

kisi din aab-e-hayaat pee kr,
Main tujhy sochnay bethun ga,,

Re: Nadaan

matlab khon pi k churl ban ker :eek:

Re: Nadaan

uff saray shair ka bera gharq kr diya :smack:

shaiyr ko apny mehboob ko sochnay k liye lambi zindagi chahiye,
jo ussy aab-e-hayat pee kr mil skti hai :wub:

Re: Nadaan

zindgi uski lambi chaiay
aaby hayat khod pi lia :omg:

Re: Nadaan

:cb:

usne pehle se pee rakha hoga naaa :biggthumb:

Re: Nadaan

zroor naam Anmol hoga...warna wo nadan zaroor hai par pagal nahi