~~ Nadaan Larki ~~~ A Touchy Poem

Re: ~~ Nadaan Larki ~~~ A Touchy Poem

**:ast: main larkeon kay itnay qareeb … Allah Maafi … Yeh to kissi larki key poetry hay janab :smiley: Hamain to sirf achi lagi aur aap kay sath share kar dali … **

Re: ~~ Nadaan Larki ~~~ A Touchy Poem

Waisay ye nazam hai ya uss ki tashreeh???
pehlay sawaal ka jawaab dain phir bataon ge kaisee hai ye nazm:cb:

Re: ~~ Nadaan Larki ~~~ A Touchy Poem

**Kiss Key Tashreeh :5: ??? **

Re: ~~ Nadaan Larki ~~~ A Touchy Poem

**Nadaan Larki---- **Takleef -dey yaadon ko bhoolnay ke kooshish kerne waali !!
ye jantay huay bhi ke Maazi kabhi nahi miTta....

very true!
beatiful poem Sannan bhai...aap kahaan thee itnay din!

2 Likes

Re: ~~ Nadaan Larki ~~~ A Touchy Poem

bohut khub :k:

Re: ~~ Nadaan Larki ~~~ A Touchy Poem

**thanks aur buhat khoub kay baad yaar yah bhi likh dia karo "Magambo Khush Howa :smiley: **

Re: ~~ Nadaan Larki ~~~ A Touchy Poem

Thanks MG ... Hum to idhar he thay janab .... aap kaafi dinoon kay baad lagta hay aai hain :)