aur bhi daur e falak hain abhi aane wale,
Naaz itna na kare hum ko satane wale
Re: Naaz itna na Kare, Humko Sataane wale..
SAth asmaan hain naaa :p
Re: Naaz itna na Kare, Humko Sataane wale..
Muqwee…yeh sher ke donoN paauuN ek baraabar nahiiN haiN…tasHeeH kar leN ba nazar-e-saanii ![]()
laRkiyoN kaa laRkoN se to yeh kahnaa hai k:
**naaz itnaa bhii na kareN ham ko phaNsaane waale!!!
aayeNge biraadar mere tumko bajaane waale **
![]()
Re: Naaz itna na Kare, Humko Sataane wale..
maine o Dr Israr ke lecture (daura e Quran) main suna.. google ne yehi version dia hai
Re: Naaz itna na Kare, Humko Sataane wale..
maine o Dr Israr ke lecture (daura e Quran) main suna.. google ne yehi version dia hai
shaayad vo bhii Ghalat paRh gaye hoN...yaa...kuchh miss kar gaye hoN pahle misr'e meN...lambaaii baraabar nahiiN hai :D
**
pahle misr'e meN 14 arkaan haiN, jab k
dusre misr'e meN 17 arkaan haiN
shaayad pahle misr'e kii aisii soorat rahii ho:
naaz itnaa bhii na kareN hamko yeh sataane waale**
Re: Naaz itna na Kare, Humko Sataane wale..
shaayad vo bhii Ghalat paRh gaye hoN...yaa...kuchh miss kar gaye hoN pahle misr'e meN...lambaaii baraabar nahiiN hai :D ** pahle misr'e meN 14 arkaan haiN, jab k dusre misr'e meN 17 arkaan haiN
shaayad pahle misr'e kii aisii soorat rahii ho:
naaz itnaa bhii na kareN hamko yeh sataane waale**
ab check karen
Wah wah
Re: Naaz itna na Kare, Humko Sataane wale..
kaha kia hya hy akhir
Re: Naaz itna na Kare, Humko Sataane wale..
kia checkuuN? ![]()