Naats following tunes of Songs..

  1. Is se koi behurmati nahi hoti, Naat kiya hay hamary Nabi :saw2: ki hamd-o-sana ki tarha UN ki tareef, UN se muhabbat ka izhaar karna hay. loud sound aap ke kano mei gai or aap ko sochany pr majboor kiya or aap ne thread kholi. Pata nahi k is ke bais kitnay logo ko fiada howa.

  2. Jo songs tunes used kartain hain woh darasal finta type pplz hain jo islam ko badnaam karne ki koshish kar rahain hain. Haan agar tunes is tarha ki hoo ke insaam ko aisa lage ke woh waqi Hamare Nabi :saw: ke dour mein hain to is mein koi harj nahi

Beshaq Allah SWT jise hadayt de ussy koi gumrah nahi kr sakta or jise gumrah kare to ussy koi rahe rast pr nahi la sakta