**EK NAZAM,TEREAY NAAM
kal shub wo naraaz thee nujh say,najaaney kyun wo pagal se larki
muthiyaan bheenchey aankhoon say moti barsaa rhe thee...wo.
uska bloor ke maanind chmakta koka bkhear rha thaa roshni,
jeasey ho poreay chaand ki chaandni…
or kun akhyoon say deakhti rhe wo meree jaanib muntzir thee wo
shaiyed kisi shrarat ki,laboon ko main ney bhe di junbish or…
uska paseeney bhra haath apney haath main ley ker,nakerda
gunha ki talaafi k liey dheemain say leahjey main,sorry keh
dieya…
aankhoon main uskey jeasey chmak aa giey meree ye ada shayied
usko bhaa giey,aankhoon k motiyoon ko apney surkh gaaloon say khurtch or… meary
ghutney pay sir rahak ker… boli aap boht shareer
hain…
sab shikwey gilay pal bhar main bhula bheathi…
na jaaney kyuon naaraaz thee…mujh say
WO PAGAL SI LARAKI.**