*Usse Chor Doon Usse Bhul Jaun
Kesi Baatein Karte Ho…
Soorat To Phir Surat Hai
Mujhe To Wo Naam Bhi Acha Lagta Hai*
*Usse Chor Doon Usse Bhul Jaun
Kesi Baatein Karte Ho…
Soorat To Phir Surat Hai
Mujhe To Wo Naam Bhi Acha Lagta Hai*
Re: naam
really
wow
Re: naam
ARzz hai
ussey dehkna ussey chahna mera kaam hai ![]()
shair yaad nahi araha ![]()
Re: naam
ussey dehkna ussey chahna mera kaam hai
baqi ka aadha dhoondhna kisi aur ka kaam hai ![]()
Re: naam
really? agar unkaa naam Jumman MiyaaN ho to bhii? ![]()
vaise, what’s there in a name?
**
naam gum jaayegaa, chehraa yeh badal jaayegaa
merii aawaaz hii pahchaan hai, gar yaad rahe!** ![]()
Re: naam
:k:
Re: naam
us ka kya naam hai?