Naaey Parosi

Paros mein naya karaidaar jora aaya.
Ek roz begum Babar ney kaha: Donon mein bohot mohabbat lagti hai. Har subha woh office jaaney sey pahley bari narmi sey uss ka haath pakar taa hai. Phir kaafi derr tak woh ek doosrey ko palat palat key kudha hafiz kartey rahtey hain. Tum bhi aisa kyoon nahin kartey? Uss ka miya hairaan ho key bola: Lekin main to uss ko jaan ta bhi nahin hoon!

Re: Naaey Parosi

:hehe:

Re: Naaey Parosi

Just fine.........

Re: Naaey Parosi

:k: