na dakh ker bhi tum ko dakh ta raha
na mil ker bhi tum say millta raha
rooz jall ta rha rooz roota ta raha
socha bhi na tha asa ho ga kabhi
hawaa ka rukh badall na sakaa
tum ko mein samjh na sakaa
chal para lahre dakh ker saager ki
kia patta tha is ka koi kinaara he nahi
chupa ker challta raha dadr-E-dil
babsi mein hassta raha jllta raha
dakh na sakka koi aankho ki nammi
samjh na sakka koi honto ki hassi
likha tha takdeer mein meri tera dard
likhi takdeer ko tabdeel kerna sakka
Re: NaAdAn
hum ne ye dua jab bhi maangi, taqdeer badal de ay maalik
*** awaaz aayi ke ab hum ne taqdeer badalna chhord diya***
Re: NaAdAn
thxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxx
Re: NaAdAn
Nice one sunny, thanks for sharing:-)
Re: NaAdAn
sunny bahya really vvvvvvvvvvvvvvvvvvvvvvvvvvvvvvvvvv nice
Re: NaAdAn
thx bahnaaaa