Naa saleeqa mujh mein

Re: Naa saleeqa mujh mein

lol…ab to faaKhta uR gayaa faaKhtii kii talaash meN! :stuck_out_tongue:

vo zabaan kahaN se laauuN
jise aap bhii samajh jaayeN!
:cb:

Turki meN! :smiley:

mujhe to aapne kia likhaa yehii samajh men nahiiN aayaa! shorthand hai kia? :cb:

yeh Muqaa kii baat baGhair mukkaa ke nahiiN samajh saktiiN! :wink: