salaam dosto,
ummeed hai k mizaaj e giraamii baKhair hoNge.
abhii abhii ek fil_badeeh she’r ho gayaa, sochaa share kartaa chaluuN!
arz hai:
naguftah beh hai Khayaalaat o maqaalaat kii dunyaa
aisii 'ajab kiuN hai, yaa Rab! yeh swaalaat kii dunyaa
faqat Khaak-e-paa
_______KKF