~ Na woh hamare huwe aur na hum apne rahay ~

***Kisi ke waday pe kyon aitbaar hum ne kiya Na aane waloon ka kyon intezaar hum ne kiya Na woh hamaaray huwe, aur na hum apne rahay Muhabatton ka ajjab karoobaaar hum ne kiya Woh khel khail rahay thay, woh khel khail chukay Khatta hamaari thee, kyon un se pyar hum ne kiya ...***

nice1 :k:

bouhat khoob AN :k:

:k:

very nice:)

wah..** Arif Bhai **..bahot khub..bahot achha hai...
share karne ke liye shukriya....