na wada

Na wada hai koi tum se , koi rishta nibhaney ka

na koi aur hi dil main ta’hiya ya irada hai

kai din se magar dil main

ajab uljhan si rehti hai

na tum is dastaan ke sar’sari kirdaar ho koi

na qissa itna sada hai

ta’aluq jo main samjha tha kahin us se ziada hai

Poet : Amjad Islam Amjad

Re: na wada

*بہت خوب ۔۔۔۔ زبردست ۔۔۔ واہ *