Re: na vo aaye, na chain aayaa, na neend aayii, na Khowaab aayaa…merii ek Ghazal
thank you dost like karne ke liye! ![]()
bas aapkii du’aa hai k do chaar lafz se ham bhii shinaasaaN haiN…shukria pazeeraaii kaa bahot bahot! ![]()
mujhe, dunyaa waalo, sharaabii na samjho
maiN peetaa nahiiN huN, pilaaii gaii hai! ![]()