Re: na vo aaye, na chain aayaa, na neend aayii, na Khowaab aayaa…merii ek Ghazal
shukria janaab…bas, aaqibat andeshii Ghaalib aa gaii.
ji, meraa taKhallus hai…kabhii “Sai’hbaa” to Kabhii “Sai’hbaa Jii”…![]()
shukria bhaiye, bas kabhii kabhii sharaartii Khayaalaat aa jaate haiN to Ghazal ho jaatii hai! ![]()