Re: na vo aaye, na chain aayaa, na neend aayii, na Khowaab aayaa…merii ek Ghazal!
kaun khilaayegii? hai koii volunteer?
ham Khud se khaa lete, magar baQaul-e-Ghaalib:
**
'ishq ne, “Ghalib!”, nikamma kar diyaa
varnaa, ham bhii the aadmii kaam ke!** ![]()
aaj kal kanjoosoN kaa daur hai…aspaGhol bhale na deN ek ASP hii de deN taa k maiN us pe baiTh ke ‘UN’ ke kooche tak hii jaa sakuuN! ![]()