Re: na vo aaye, na chain aayaa, na neend aayii, na Khowaab aayaa…merii ek Ghazal!
'aashiq ke marne kaa to intizaar farmaaiye…uske ba’d to baqaul-e-Akbar Allahabadi
**
bataauuN tumko maiN marne ke ba’ad kia hoga?
pulaao khaayeNge aHbaab, faatiHa hogaa**
aap pulaao ko biryaanii se substitute kar leN! ![]()