na uss se

Na uss se tark e taluq ki baat kar paen
Na humdami ka irada hai kia kya jae

Wo mehrbaan hai magar dil ki hirs bhi kam ho
Talab karam se ziada hai kia kya jae

Re: na uss se

:k:

tere nazar hai mera dil hai kia kya jae
junoon khirad ke muqabil hai kia kiya jae