Ye dil na ummed nahiN nakaam hi tu hai
Lambi hai gham ki shaam magar shaam hi tu hai
Re: Na ummed nahiN
Agr koi naumeed ho to kuch yun kahy ga…!
“Yu’n to subah aati hai har shaam ke baad,…”
“Phir kyun khatam hai duniya tere naam ke baad..?”
Re: Na ummed nahiN
Kat He Gai Judai Bhi Kub Yeh Howa Kah Mar Gaiay
Tairay Bhi din Guzar Gaiy Mairay bhi Din Guzar Gaiy