Na umeed

Dil na umeed tu nahi, nakam he tu hai
lambi hai ghum ki sham ,magar sham he tu hai.

Source : cutenice62

Har month ki 25 ko cute nice ki yad me shyari honi chahye

Re: Na umeed

25 kyon ?

Re: Na umeed

aap ne niyaz deni hai 25ween ki :p

Re: Na umeed

per ye to maine bhi source dia tha aap ko :naraz:

http://www.paklinks.com/gs/intikhaab/601247-naya-josh-naya-walwala-positive-poetry.html

25 ko cutenice ny alwidah kia tha na is liye

Re: Na umeed

25 was his bday too...

Re: Na umeed

Apne march mai sunaya tha…cutenice ka aur recent tha :smiley:

Re: Na umeed

25 ko birth day bhi hai,25 ko alwidah bhi kaha,aur kia kuch kia cutenice ne 25 ko

Re: Na umeed

shayad unhe laga wo bade admi ho gaye hain (age-wise)

Re: Na umeed

aadmi jitna hi bara ho jaey andar ka bacha bacha hi rehta hai

Re: Na umeed

Shaam he tou hai konsa bluearea wala Sikander hai

Re: Na umeed

Kankar wala sikandar

Re: Na umeed

sikandar k sath to poori team thi