Daagh
1
**
ajab apnaa haal hota jo visaal-e-yaar hota
kabhi jaan sadaqe hoti kabhi dil nisaar hota
na maza hai dushmani mein na hai lutf dosti mein
koi gair gair hota koi yaar yaar hota
ye maza tha dillagi ka ke baraabar aag lagti
na tumhein qaraar hota na hame qaraar hota
tere waade par sitamgar abhi aur sabr karte
agar apani zindagi ka hamein aitbaar hota
**

Re: na tumhein qaraar hota...
[QUOTE]
Originally posted by Daagh: *
*
ajab apnaa haal hota jo visaal-e-yaar hota
kabhi jaan sadaqe hoti kabhi dil nisaar hota
na maza hai dushmani mein na hai lutf dosti mein
koi gair gair hota koi yaar yaar hota
ye maza tha dillagi ka ke baraabar aag lagti
na tumhein qaraar hota na hame qaraar hota
tere waade par sitamgar abhi aur sabr karte
agar apani zindagi ka hamein aitbaar hota
**
................................................................................
very nice :)
Daagh
8
many thanks Jaan Lewa, cuteepie, Ali and Lamhay jee :)
Koyal
9
na tumahin qarar hota
na hamin qarar hota
tu phir
ye sab kahna he bekaar hota :p
PS: nice one :)
Daagh
10
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
na tumahin qarar hota
na hamin qarar hota
tu phir
ye sab kahna he bekaar hota :p
PS: nice one :)
[/QUOTE]
hehehe jee sahi kaha aapne...
but kya kare yahi life hai :(
Daagh
13
thanks Sana ji and AssweetAs :)
Re: na tumhein qaraar hota…
Swera
16
[QUOTE]
tere waade par sitamgar abhi aur sabr karte
agar apani zindagi ka hamein aitbaar hota
[/QUOTE]
Very good....
FOr a moment I felt like I was reading ‘ye na thi marai qismat’ 