Na Tamaam

Lekhna bhi ajeeb hay
edhr udassi aay
kuch aankh main panni
oor qalam main rawani aay
lafz baarish banay
qatra qtra aashq chunay
chuntay buntay mala banay
yeh mala mehktay zakhmon ka
quzartay bojal lamhon ka
mehktay mehktay khusbhu banay
khusbu ban kar roh main utheray
roh main uther ka Tum say milay
Tum say mila kar sanss banay
Jewan ka ehsaas banay

Adab Arz

(Azad)

:k:

maza nahe aya ... :D

[QUOTE]
*Originally posted by Amarbail: *
maza nahe aya ... :D
[/QUOTE]

atleast we have something in common ;)

Nawazish

niceeeeeee:k:

Very nice...

very nice.

Very Adaab Sub ko

Azad Gi.....

Gr8 as usual :)

Nice, thanks for sharing.

very nice.. :)

:k:

Nice :)

hummmm nice.....:)

Thank you all :)