Very nice thanks for sharing...
Re: Na-tamaam Yaadein
veryyyy nice :k:
bohoot khoob :k:
V nice Wg thanks 4 sharin..:)
nice choice:k::k:
thanks:~)
Bohatttttttttttt hoob:)
Thanks! Dilsay, Chando, ullujii, Paglee, ghazal kisi ke, and Swera :)
Very Niceee :k:
Re: Na-tamaam Yaadein
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Wahi ujlee ujlee yaadaiN, wahi meethi meethi baataiN
Wahi nehar ka kinara, wahi raunqaiN purani
Kabhi tera gudgudana, kabhi mera muskurana
To unhaiN bhi yaad kerna
JinhaiN kho dia hay ham nay
Jo kabhi udaas baitho, to mujhay bhi yaad karna
Wahi na tamam yaadaiN, wahi naam yaad karna
Wahi naam jo abhee tak, meray gird goonjtay haiN
Jo na maiN bhulaa sakoon ga
Jo na tum bhulaa sako gay.....
[/QUOTE]
Salaam
Bohat khoob WiseGuy saheb
Umda intekhaab
**
yaad kuchh aayeeN iss tarah bhooli huee kahaniyaaN
Har dil e bay qarar main dard uthha kay reh gayeeN
Husn bhi thaa udaas udaas Shaam bhi thee Dhuwan DhuwaaN
Dil ko kaee kahaniyaaN yaad si aa kay reh gayeeN **
Thanx for sharing
Mirza Ruswa

Lovely!
Thanks Anjani Larki and P}{ä®mä©Ï§t
Re: Re: Na-tamaam Yaadein
[QUOTE]
Originally posted by Mirza Ruswa: *
Salaam
Bohat khoob WiseGuy saheb
Umda intekhaab
*
yaad kuchh aayeeN iss tarah bhooli huee kahaniyaaN
Har dil e bay qarar main dard uthha kay reh gayeeN
Husn bhi thaa udaas udaas Shaam bhi thee Dhuwan DhuwaaN
Dil ko kaee kahaniyaaN yaad si aa kay reh gayeeN **
Thanx for sharing
Mirza Ruswa
[/QUOTE]
Alaikum usSalaam,
Aap ko Pasand aaya hamara intekhaab, hamari kaavish safal hui.
Aap jaisay jahan deeda log tareef kertay tu hum jaisay nacheez aur pur taqseer log fakahr say phoola nahee samatay.
Hum aap ki nazr e inayaat o shafqat keh behad mamnooN o mashkoor haiN..
WasSalaam,
Dua ka Talib