.
Na shikaayatein, na gilaa karey
Koi aisa shakhs hua karey
Jo merey liye hee saja karey
Mujh hee sey Baatein kiya karey
Kabhi royey jaaey woh bepanaah
Kabhi be-tahaasha udaas ho
Kabhi chupkey chupkey dabey qadam
Merey peechay Aa kar, hansa karey
Meri qurbatein, meri chaahatein
Koi yaad kare qadam qadam
Mein taveel safar mein hoon agar
Meri waapsi ki Dua karey
*Originally posted by Dr. Sahiba: *
.
**Na shikaayatein, na gilaa karey
Koi aisa shakhs hua karey
Jo merey liye hee saja karey
Mujh hee sey Baatein kiya karey
Kabhi royey jaaey woh bepanaah
Kabhi be-tahaasha udaas ho
Kabhi chupkey chupkey dabey qadam
Merey peechay Aa kar, hansa karey
Meri qurbatein, meri chaahatein
Koi yaad kare qadam qadam
Mein taveel safar mein hoon agar
Meri waapsi ki Dua karey **
woww realy nice and thanks for sharying
bohut he umda:k::k:
thanks:~)
Re: Na Shikaayatain Na Gilaa Kerey
*Originally posted by Dr. Sahiba: *
.
Na shikaayatein, na gilaa karey
Koi aisa shakhs hua karey
Jo merey liye hee saja karey
Mujh hee sey Baatein kiya karey
well shhaayad akhrii line is kii..pta nahin! but what i remember is : jis kii zulf mujh pe hua kre instead of mujh hee sey baatein…
MEIN BADE TAWEEL SAFER MEIN HOUN
MERII WAPSII KII DUAA KREE
THIS IS WHAT i REMEMBER! KISI KO SAHI TRAH SE YAAD HO TO PLZ DO SHARE…MEIN NE BHI KAHIN LIKHHI HI PARHII THIII ISLIYE NOT SURE ABOUT IT!
BUHAT KHOBSURAT HAI. THNX FOR SHARING:)
Y.A.M
March 13, 2003, 3:02pm
6
once u get that shaks do tell me :D
Re: Na Shikaayatain Na Gilaa Kerey
Meri qurbatein, meri chaahatein
Koi yaad kare qadam qadam
Mein taveel safar mein hoon agar
Meri waapsi ki Dua karey /QUOTE
There are very few, very little things in life that touch the depth of the heart and soul......your post was surely amongst one of those......It is a piece....Classical, too beautiful....and thanks Dr Sahiba for sharing it with us.........looking forward to listen from you such excellent material time to time...