Jurm-E-Sukraat Se Hat Kar Na Sazaa Do Hum Ko***
Zeher Rakha Hai To Ye Aab-E-Baqaa Na Do Hum Ko******
Hum Haqeeqat Hain To Tasleem Na Karne Ka Sabab?
Han Agar Harf-E-Galat Hain To Mita Do Hum Ko…***

Re: Na Sazaa Do
Mujhay faraz sb ka sher yaad aa gia
shola tha jal bujha huun hawaayein mujhe na do
main kab ka ja chuka huun sadaayein mujhe na do
kab mujh ko aitaraaf-e-muhabbat na tha faraaz
kab maine ye kaha tha sazaayein mujhe na do