Na Sawal ban ke mila kero..

Na Sawal ban ke mila kero..
Na jawab ban ke mila kero..
Meri zindagi mere khawab hain..
Mujhay khawab ban ke mila kero..

Mujhay achay log bahoot mile..
Mein to un ke karz say mar gaya..
Aray ho sake to kabhi kabhi..
To kahraab ban ke mila karo..

Abhi sochna hai to soch lo..
Abhi chorna hai to chor do..
Naye mousmo me milo mujhay..
To ghulaab ban ke mila karo..

Na to iss terha say mila karo..
Na to us terha say mila karo..
Haan hazoor ban ke mila karo..
Haan janab ban ke mila kero..

Na Sawal bun k mila kero..
Na jawab bun k mila kero..
Meri zindagi meray khawab hain..
Mujhay khawab ban ke mila kero.. !!

Re: Na Sawal ban ke mila kero..

wah
buhat khob

Re: Na Sawal ban ke mila kero..

Nice sharing Bheegi :bb:

Re: Na Sawal ban ke mila kero..

Tou kya ban kay milaa karain app ko bheegi:konfused:
waisay Awesome Sharin:hugz:

Re: Na Sawal ban ke mila kero..

Niceee :k:

Re: Na Sawal ban ke mila kero..

beautifuly sung by late nusrat fateh.
good stuff :k:

Re: Na Sawal ban ke mila kero..

Very nice.

Re: Na Sawal ban ke mila kero..

:k: …nice :~)

Re: Na Sawal ban ke mila kero..

beautiful.. :bb:

Re: Na Sawal ban ke mila kero..

buhut khoob :)

Re: Na Sawal ban ke mila kero..

nice sharing :)

Re: Na Sawal ban ke mila kero..

thanx everyone :)