Na sawaal ban kar mila karo ..............

**Na sawal ban kar mila karo **
Na jawab ban kar mila karo
Meri zindgi mery khuwab hain
Mujhy khuwab ban kar mila karo

**Mujhy achy log mily bohat **
Main tu unkey qaraz se bhar gaya
**Jo ho saky tu kabhi kabhi **
Khrab ban kar mila karo

**Abhi sochna hai tu soch lo **
Abhi chorna hai tu chor do
**Nay mosmon main milo mujhy **
Tu gulab ban kar mila karo