Na raha junoon-e-rukh-e-wafa ye rasm ye daar karoge kya,
jinhen jurm-e-ishq pe naaz tha wo gunaahgaar chale gaye !!
Na raha junoon-e-rukh-e-wafa ye rasm ye daar karoge kya,
jinhen jurm-e-ishq pe naaz tha wo gunaahgaar chale gaye !!
Re: —Na raha junoon—
![]()
kahan gaye?
Re: —Na raha junoon—
jurm pe naaz kisi gunegaar ko hi ho sakta hai
Re: —Na raha junoon—
Mernay se pehlay pehlay hot ahai …
Woh punjabi movie mein aik scence thaa jahan gujjar badmash kehta hai ‘oye mein das qatal kiye hain’
Re: —Na raha junoon—
oye mein dus qatal kitay nay… ![]()
Re: —Na raha junoon—
Qasam se tum wehshi gujjar ban saktey ho ![]()
Re: —Na raha junoon—
tum ne Jutt ka naam suna hai sirf…uska khaRak nahi dekha ![]()
Re: —Na raha junoon—
Tumharey avatar se dikh raha hai ..tumhara jalaal he jalaal ![]()
Re: —Na raha junoon—
nahi hoga tum ko koi malal
Re: —Na raha junoon—
Meray chanda meray Laal ![]()
Re: —Na raha junoon—
dekhna ab laal ka kamaal
Re: —Na raha junoon—
Bohat dair ho ga`e…Abto pata chal gaya hoga…Kidhar gaya..?![]()