na phoolon kay haar

na sola singharr

aaj meray dou examz thay

or kul bhi aik hey …

kissi nay mujhay wish nahin kia :naraz:

Re: na phoolon kay haar

Happy Exam-Day :bb:

Re: na phoolon kay haar

aww best of luck
:smilestar: ja ker perhna chaiye phir to:hoonh:

Re: na phoolon kay haar

abb tu lugta hey phur phur kay mur jaaon gye :teary1:

Re: na phoolon kay haar

Marnay say pahlay aik kaam zaroor karna dua go

Re: na phoolon kay haar

meri jaan janay lagi hai

Before Marriage

takdir hai magar kismat nahi khulti

tajmahal banana chahata hoon

lekin mumtaz nahi milti

After Marriage

takdir hai magar kismat nahi khulti

tajmahal banana chahata hoon

lekin mumtaz nahi marti.

Re: na phoolon kay haar

Wish you all the best for your exam… :hug:

Re: na phoolon kay haar

best of luck

Re: na phoolon kay haar


*Dengue machchar **naheen hay aapkay shaher main *chai

Re: na phoolon kay haar

khan saab how are you, kya baat hi machli chod ke machharon ke baat kar rahe hi :)

Re: na phoolon kay haar

lol mere sher pay comment di

Re: na phoolon kay haar

abhi tu ghabra ker khehtay hain murr jain gye

murr ker bhi chain na ayya tu kidher jain gye :o

Re: na phoolon kay haar

:smilestar: kaisy diua dee hey keh paper he nahin acha howa

Re: na phoolon kay haar

hain hain wah kiya kehna

Re: na phoolon kay haar

Kaash main koi aur dua mang layta hasrat O yaas ki tasveer baning

Re: na phoolon kay haar

My English in class exam will start on Dec 15 to 19*scared*
And then formal examz are in january!