Na khwaishoo ka hisab hay
Na soch apni pakar may hay
ya dil mayar tujay kia ho!
to kio tarapta hay baywaja
ya piayas mayree ajeeb si
bar rahi hay yoh rooz-o-shab
koi khabar to day ,kay kia ho!
koi bara kay haat mujay tham lay
ya junoon hay kay aag hay
mujay qio kia hay baykaray
koi wajha toho is dar ki
koi dawa to ho is maraz ki
Na manzilo ka koi nishan hay
or pawo hay ruktay nahi
Ak Diya* jal hay raat bar
koi a kay us ko bi kara day
[QUOTE] Originally posted by DiYa: *
Na khwaishoo ka hisab hay
Na soch apni pakar may hay
ya dil mayar tujay kia ho!
to kio tarapta hay baywaja
ya piayas mayree ajeeb si
bar rahi hay yoh rooz-o-shab
koi khabar to day ,kay kia ho!
koi bara kay haat mujay tham lay
ya junoon hay kay aag hay
mujay qio kia hay baykaray
koi wajha toho is dar ki
koi dawa to ho is maraz ki
Na manzilo ka koi nishan hay
or pawo hay ruktay nahi
Ak Diya* jal hay raat bar
koi a kay us ko bi kara day