Na khush!

tu bhi naadim hai zamaanay se Faraz…
wo bhi naa-khush haiN wafa se teri

Re: Na khush!

Wafa se kabhe koi khush he hua hai kiya

Re: Na khush!

Jinko sab kuch mil gaya woh tou hagaey hain ...her koi na khush aur badqismat nahin hota

Re: Na khush!

yeh wafa kaun hai. :faizy:

Re: Na khush!

Is dunya main har kisi ko sab kuch kabhe nhe mil skta

Wohi :blush: :wub: :@:

Re: Na khush!

kon mukammal mutmain hai iss dunia main?

Re: Na khush!

Qalandar....