Re: na khirad ki bakhiya giri rahi na janu ki perda dari rahi
zabardast Hyderabadi Urdu zabaan ke shaa'ir kaa kalaam...Umrao Jaan meN yeh kirdaar nazar aayaa thaa jo Umrao kii Ghazaliyaat kii islaaH farmaayaa karte the.
Hyderabadi Urdu meN ek chaashnii miltii hai jo kam az kam mujhe beHad pasand hai.
Re: na khirad ki bakhiya giri rahi na janu ki perda dari rahi
Wah Wah Wah.. ab lagay hathon is ki salees o shusta urdu main tashreeh bhi farma dijiay..
Re: na khirad ki bakhiya giri rahi na janu ki perda dari rahi
1st She’r is very famous :k:
Re: na khirad ki bakhiya giri rahi na janu ki perda dari rahi
teesra shair bhi boht mashoor hai..
waise main ye ghazal post karne wala tha.. I'm reading a novel 'na Junoon raha, na Pari rahi'.

waow good.:k: