Ali_2
1
na kamal-e-fun hi mila mujhay, na jamal husn-e-khayal ka
main to na tamam jawab hoon kisi doosray ke sawaal ka
mere saye se na simat saka tere mere dard ka fasla
karain zindagi ke sapurd kaya ye to silsila hai malal ka
mer ainon main jami rahi wo jo raig-e-dasht-e-firaq thi
mujhay phir aseer na kar saka koi rang mazi -o- haal ka
kahain kaya kissay koi kaya sunay ye hadees-e-dil ka mua’mla
na fasana laila -o- qais ka, na qissa heer sayyal ka
jissay khojti hi rahi sada tere harf harf main roz-o-shab
teri ankh main tha chupa huwa wo jawab mere sawal ka
2 Likes
Re: na kamal-e-fun hi mila mujhay, na jamal husn-e-khayal ka
very hi nice :k:
Re: na kamal-e-fun hi mila mujhay, na jamal husn-e-khayal ka
**jissay khojti hi rahi sada tere harf harf main roz-o-shab
teri ankh main tha chupa huwa wo jawab mere sawal ka **
very nice :k:
Re: na kamal-e-fun hi mila mujhay, na jamal husn-e-khayal ka
Buhut Khoob, :k:
Ali_2
5
Re: na kamal-e-fun hi mila mujhay, na jamal husn-e-khayal ka
thanks :)
Aqls
6

bohat umdaaah
Koyal
7
Re: na kamal-e-fun hi mila mujhay, na jamal husn-e-khayal ka
kahain kaya kissay koi kaya sunay ye hadees-e-dil ka mua'mla
na fasana laila -o- qais ka, na qissa heer sayyal ka
nice sharing :)
muncho
8
Re: na kamal-e-fun hi mila mujhay, na jamal husn-e-khayal ka
very nice sharing
Ali_2
9
Re: na kamal-e-fun hi mila mujhay, na jamal husn-e-khayal ka
thanks :)
Re: na kamal-e-fun hi mila mujhay, na jamal husn-e-khayal ka
buhat Ala!
Ali_2
11

bohut khoob
Re: na kamal-e-fun hi mila mujhay, na jamal husn-e-khayal ka
jissay khojti hi rahi sada tere harf harf main roz-o-shab
teri ankh main tha chupa huwa wo jawab mere sawal ka
acha post kia Ali :)
Re: na kamal-e-fun hi mila mujhay, na jamal husn-e-khayal ka
Zabardast Sharing :k:
ghazal ka har shair he khubsurat hai 
Ali_2
15
Re: na kamal-e-fun hi mila mujhay, na jamal husn-e-khayal ka
thanks :)
Sheal
16
Re: na kamal-e-fun hi mila mujhay, na jamal husn-e-khayal ka
very nice sharing :k:
Re: na kamal-e-fun hi mila mujhay, na jamal husn-e-khayal ka
mer ainon main jami rahi wo jo raig-e-dasht-e-firaq thi
mujhay phir aseer na kar saka koi rang mazi -o- haal ka
gr88888888888888888888:k:
Ali_2
18