Na Janay

Kabhi kaha na kisi say teray fasanay ko
Na janay kaisay khabar ho gaii zamanay ko

hmmmm....

Advance ho gaiya ayi zamana vi...

[QUOTE]
*Originally posted by Swera: *
hmmmm....

Advance ho gaiya ayi zamana vi...
[/QUOTE]

humm to zamana chodhry sahab ka dosra nick hay .. khoob

Re: Na Janay

:eek: :eek: ye tu bohat bura huwa ab ki hoey gha
:smack2:

hmmmmmmm

PS: teri ruswaioN se darta hooN..jab teray…:smiley:

Re: Na Janay

[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
Kabhi kaha na kisi say teray fasanay ko
Na janay kaisay khabar ho gaii zamanay ko
[/QUOTE]

mumkin hai kisi nay camera say pic leyli hoo

jabhi khabar hogaye hogi khayal rakhna chahaye tha na !