Na Jaanay Aaj Kis ka Khiyaal Ayya Hai.....

Na Janaay Ajj Kis Ka Khayaal Ayya Hai
Khushi Ka Rang Liay Her Malaal Aaya Hai

Voh Aik Shaksh Kay Hasil Na Tha Ju Khud Ku Bhee
Mitta Kissee Pay Tu Kaisa Bahaal Ayya Hai

Zubaan Pay Harf-e-Talab Bhee Nahee Koi Phir Bhee
Nigah-e-Doost Main Rang-e-Jalaal Aaya Hai

Kiya Na Zikr Bhee Jiss Ka Tamam Umer Kabhi
Hamaray Kaam Buhat Woh Milal Aaya Hai

Nahii Hai Tum Say Koi Doosti Bhee Abh Tu Magar
Qadam Qadam Pay Yeh Kaisaa Vabaal Aaya Hai

very nice1 :k:

Re: Na Jaanay Aaj Kis ka Khiyaal Ayya Hai.....

buhut umdaa ghazal.....malaal aur khayaal theek karlen....thanks

Re: Na Jaanay Aaj Kis ka Khiyaal Ayya Hai…

buhat khoob :k:

Re: Na Jaanay Aaj Kis ka Khiyaal Ayya Hai.....

*Zubaan Pay Harf-e-Talab Bhee Nahee Koi Phir Bhee
Nigah-e-Doost Main Rang-e-Jalaal Aaya Hai
*

mmm bohat khoob

Re: Na Jaanay Aaj Kis ka Khiyaal Ayya Hai.....

pretty

Thank u:)

Thank u for liking and Thank u for correction:)

Thank u Ali:)


Thank u:)


Thank u:)

Re: Na Jaanay Aaj Kis ka Khiyaal Ayya Hai.....

nice 1 muddi ji :)


Thank u NJ:)

Re: Na Jaanay Aaj Kis ka Khiyaal Ayya Hai.....

bahot khoob muddiji

Re: Na Jaanay Aaj Kis ka Khiyaal Ayya Hai.....

fantastic............!!!!!!


Thank u JJW:)

Thank u moazzam:)

meine dekha nehi ke aage reply ker chukee hoon :blush:

Purr the words are so beautiful baar baar reply ko dill chahta hai…:slight_smile:

Re: Na Jaanay Aaj Kis ka Khiyaal Ayya Hai.....

very nice..