Na Ghubaar Main Na Gulaab Main Mujhay Daikhnaa....

Na Gubaar Main Na Gulaab Main Mujhay Daikhna
Mairay Dard Key Aab-o-Taab Main Mujhay Daikhna

Kissi Waqt Sham-e-Milal Main Mujhay Soochna
Kabhi Apnay Dil Key Kitaab Main Mujhay Daikhna

Kissi Dhun MainTum Bhee Ju Bastiyoun Ko Tiyag Dou
Issi Rah-e-Khana Kharab Main Mujhay Daikhna

Kissi Raat Mah-o-Najam Say Mujhay Poochna
Kabhi Apni Chasm-e-Pur Aab Main Mujhay Daikhna

Mian Na Mill Sakoun Bhee Tu Kiya Howa Keh Fasana Hun
Nai Dastaaan Naaiy Baab Main Mujhay Daikhna

Mairay Khaar Khaar Sawal Main Mujhay Dhundna
Mairay Geet Mairay Khawab Main Mujhay Daikhna

Mairay Ansoun Nay Bujhai Thee Mairee Tashnagii
Issi Barg_Zidaa Shab Main Mujhay Daikhna

Vohi Aik Lamha diid Tha Kay Ruka Raha
Mairay Roz-o-Shab Kay Hisab Main Mujhay Daikhna

Ju Tarap Tujhay Kissi aaeenay Main Na Mill Sakay
Tu Phir Aaeenay kay Jawab Main Mujhay Daikhna…

Re: Na Ghubaar Main Na Gulaab Main Mujhay Daikhnaa…

ab to ab khubsurat hi nahi to kya faida dekhnay ka :snooty: just kidding :hehe:

PS
very nice sharing :k:

Re: Na Ghubaar Main Na Gulaab Main Mujhay Daikhnaa…

Lou ji yeh hawai kissi dishman nay uraii hoo gee me nay apna flag sign from “Kabhi Hum Khubsorat Thay” say change kar liya hai “Abhi Hum Khubsourat Hian”:slight_smile:

Thank you for liking:)

Re: Na Ghubaar Main Na Gulaab Main Mujhay Daikhnaa…

dushman nay kaha khud ap nay hi uraye huwi thi :mocking:

Re: Na Ghubaar Main Na Gulaab Main Mujhay Daikhnaa…

Nice One Muddii..:k:

Re: Na Ghubaar Main Na Gulaab Main Mujhay Daikhnaa…

Lou Kar Loo Gal Me nay kyun uranii thee iss tarah key khabar:)

Re: Na Ghubaar Main Na Gulaab Main Mujhay Daikhnaa…

Thank u Aryaan:)

Re: Na Ghubaar Main Na Gulaab Main Mujhay Daikhnaa…

hmm aj kal yahan harrican a rahya me tu usi main dekhti rehti ap ki shab’hee :smiley:

:k:

Re: Na Ghubaar Main Na Gulaab Main Mujhay Daikhnaa…

Aaaaaaaaaaawwwww :slight_smile:

Re: Na Ghubaar Main Na Gulaab Main Mujhay Daikhnaa....

agar khubsurat hu tu intro men photo kio nahi di.......:ASA:

good...poem

Re: Na Ghubaar Main Na Gulaab Main Mujhay Daikhnaa....

Gud job...:)

Re: Na Ghubaar Main Na Gulaab Main Mujhay Daikhnaa....

kisee achee jagha kiyun nahi waikha ja sakta tussee ko?

haha

hahaha nice..

Re: Na Ghubaar Main Na Gulaab Main Mujhay Daikhnaa....

so nice gazal muddii


Aaaaawww aap nay nahee daikhee woh tu kinna arsa Intro main rahee thee baad main MM or Bheegi nay kuch aisa kiya keh ghaib hu gaiee.....................waisa acha howa ghaib hoo gaiee kaheen nazar he na lag jaati:)


Thank u Punjabi:)


hahahahahahaha.............:)


Thank u:)


Thank u Abeeha:)

Re: Na Ghubaar Main Na Gulaab Main Mujhay Daikhnaa....

hmmmmmmmmmm men masha allah parh leti..........???