seem
1
**
Yea Mashghala Hai Kisi Ka , Najanay Kia Chahay?
Na Faaslon Ko Mitaey , Na Faisala Chahay…
Meri Bisaat Hai Kia Mein Hon Barg-e-Awara…
Ura Ke Le Chalay Mujh Ko , Jidhar Hawa Chahay.
Jo Asal Chehra Dikhata Hai , Tarjuman Ban Kar.
Us Aainay Ki Taraf Kon Dekhna Chahay…
Hazaron Doobnay Walay Bacha Leay Lekin
Usay Mein Kesay Bachaon , Jo Doobna Chahay
**
Aryaan
3
Re: Na Faaslon Ko Mitaey , Na Faisala Chahay…
Very Nice Seem..:k:
Re: Na Faaslon Ko Mitaey , Na Faisala Chahay...
Bohat khoob
Re: Na Faaslon Ko Mitaey , Na Faisala Chahay...
use main kya bachaon jo dubna chahe...
nice lines abt khud kushi.
seem
7
Re: Na Faaslon Ko Mitaey , Na Faisala Chahay...
Thanks ADEEL , ARYAAN , TERE NAAM , SHAZIA and SHAB.
Aqls
8
Re: Na Faaslon Ko Mitaey , Na Faisala Chahay...
bohat hi umdaah
Re: Na Faaslon Ko Mitaey , Na Faisala Chahay…
hawa chahay… kya kehne umda :k:
Re: Na Faaslon Ko Mitaey , Na Faisala Chahay…

Daanie
11
Re: Na Faaslon Ko Mitaey , Na Faisala Chahay...
nice sharing :)