Na faasley koee niklay na qurbatein niklee
wafa ke naam se kya kya siyaasatein niklee
woh harf-e-shaq hai ke elhlay yaqeen nahi samjhey
damaag-e-kufr se kya kya haqeeqatein niklee
khuli hein wahshat-e-aalam pe aaj kaakul-e-yaar
kuch aur daur-e-qirad teri nisbatein niklee
sipaah-e-ishq jahan qandaqo’n mein julti thii
woh morh kaat ke kitnii mohabatein niklee