Na Bhoolia~n Gee kabhi Aaiy Humnasheen Raatai~n Jawanii key

Na Bhoolia~n Gee Kabhi HumNasheen Raatai~n Jawanii Key
Woh Raatai~n, Woh Moolaqatai~n, Woh Bursaatai~n Jawanii Key

Luboo~n Par Aah, Dil Main Dharkanai~n, Ankhoo~n Main Ashk Khun
Jawanii Lay Kar Aaii Hai Yeh Sooghatai~n Jawani Key

Yeh Murjhai Howi Kaliaa~n Nahee, Bay Noor Aankhai~n Hain
Basii Thee Jin kay Khawaboo~n Main Kabhi Raatai~n Jawanii Key

Gham-e-Duniya Sitam, Afsurdagii e Dil Qiyamat Hai
Sunaa Aaiy Aarzoo e Rafta Phir Baatai~n Jawanii Key

Howi Mudaat Par Abh Bhee Yaad Aati Hai~n Humai~n Akhter
Woh Raatai~n Ashqii Key, Woh Munajaatai~n Jawanii Key

thanks 4 sharing!

Wah ji wah, kya kehna aap ke !
:)

Thank u Lamhay & arifnawaz:)

hmmmm :)

ye gazal to budho kaliye hai :D

[QUOTE]
*Originally posted by chand_chehra: *
hmmmm :)

ye gazal to budho kaliye hai :D
[/QUOTE]

Suchii CC? Waisay Iss Nazam kay Liay Kai Loog Budhoo Bunnaay Koo Tiyaar Hun Gau. Kiya Khiyaal Hai;)

Nice :)

Re: Na Bhoolia~n Gee kabhi Aaiy Humnasheen Raatai~n Jawanii key

:k:

bhut achay:k:

bohut koob Muddi:k:

[QUOTE]
*Originally posted by P}{ä®mä©Ï§t: *
Nice :)
[/QUOTE]

Thank u:)
and may you be able to maintain your CGPA as wished by you Ameen

good one:k:

Thank U:) Had a nice EID?

Shukriya Pehawaan Jii

Thank u:)

Hai JaWani BaRi MasTani aYYYYyyyyy;)

thanx for posting......

[QUOTE]
*Originally posted by ARSH: *
Hai JaWani BaRi MasTani aYYYYyyyyy;)

thanx for posting......
[/QUOTE]

U r welcome always:)

kahan?woh he sath nahi thaa.eid kia khaak manatee;)yaan us ke yaadein sath zaror thee.
thanks for asking:flower2:
what about u?

Hmmmmmm Chalaain woh na sahee uss key yaadain too app kay saath hee thee na, Main Dua karoon ga keh next Eid pay woh bhee app kay saath hoo:)

Miaree Eid! It was Niceeeeee, you know Eid ka maza to apnoon kay drmiyaan jahan app kay chahnay walay hun waheen aaata hai so me much too lucky to in between my own ppl and loved ones:)

haan.yaadein to sath rehtee he hain.aur agle eid pe to ab uska milna momken he nahi hai:)
well thanks for asking:flower2:and waqaee eid ka maza to apnoon ke sath he hota hai.mein to bohut door behtee hoee hoon pakistan se.u r very lucky:)