kabhi yoon bhi ho
na waqt rehay na waqt kii dhaar ho
la meh dood waqt kii tanabain
kuch is tarhaan say tootain
kay naa phir aankh main aansoo ho
na dil par koi zakham ho
kabhi yoon bhi ho
ik lamhay main zindagi
kay saaray lahoo kaa hisaab ho
us lamhay main ik khawb ho
jo na azaab ho na saraab ho
kabhi yoon bhi ho
na safar ka aghaz ho
na manzil ka taayun ho
bus aankh khulay to samanay
woh jahan abad ho
jo kabhi chaha tha jo kabhi socha tha
kabhi yoon bhi ho……
Re: Na Azaab Ho Na Saraab Ho
nice choice BM.
Re: Na Azaab Ho Na Saraab Ho
Thanx Shazia Ji !!
Re: Na Azaab Ho Na Saraab Ho
Nice one BM :k:
Re: Na Azaab Ho Na Saraab Ho
Thanx UZ Khala !
Re: Na Azaab Ho Na Saraab Ho
Awesome
Re: Na Azaab Ho Na Saraab Ho
nice ![]()
Re: Na Azaab Ho Na Saraab Ho
Beautiful,
Re: Na Azaab Ho Na Saraab Ho
Kabhi Youn bhi ho … ![]()